Letra de canción descargada de: https://www.albumcancionyletra.com ------------------------------------------ Www Songs Pk - Morey Saiyan Www Songs Pk ------------------------------------------ morey saiyaan... morey saiyaan.... pura saath nibhaana jaana bich mein chood na dena dil ko dil se lagaake jaana dil ko tod na dena ho.. [yeh dil kehata hai is dil mein tu hi rehata hai] - 2 morey saiyaan... morey saiyaan... morey saiyaan... morey saiyaan... tere ishq ke khatir jaana zakhm main saare sahunga waada hai yeh nibhaana jaana tere sang rahunga [yeh dil kehata hai is dil mein tu hi rehata hai] - 2 morey saiyaan... morey saiyaan... morey saiyaan... morey saiyaan... ulfat ke afsaano mein shiddat jo ho jaaye shaamil aasaan ho jaaye yeh safar kadmon ko chum le manzil [yeh dil kehata hai is dil mein tu hi rehata hai] - 2 morey saiyaan... morey saiyaan... morey saiyaan... morey saiyaan... pura saath nibhaana jaana bich mein chood na dena dil ko dil se lagaake jana dil ko tod na dena