Letra de canción descargada de: https://www.albumcancionyletra.com ------------------------------------------ Shaan & Chitra - Kasam Ki Kasam ------------------------------------------ Lyrics by VIKAS SAINI ----- www.BadiDuniya.com ----- --FEMALE-- (Kasam ki kasam hai kasam se Humko pyaar hai sirf tumse) - 2 Ab yeh pyaar na hoga phir humse Kasam ki kasam hai kasam se Humko pyaar hai sirf tumse Log kehte hain paagal hoon main yeh bhi na jaanoon Dil lutaaya hai maine, ab kisi ki na maanoon Chain de karke maine bechainiyaan yeh li hai Neendein udaake maine tumse vafaayein ki hai Kasam ki kasam hai kasam se Jee rahe hain hum tere dam se Ab yeh pyaar na hoga phir humse Kasam ki kasam hai kasam se Humko pyaar hai sirf tumse --MALE-- Kuch ishaaron mein tumne humse jo yeh kaha hai Ab yakeen aa raha hai, tumko bhi kuch hua hai Kyoon tumko dekhte hain, kya dil mein sochte hai Toofaan jo uth raha hai, hum usko rokte hain Kasam ki kasam hai kasam se Yeh milan hai sanam ka sanam se Ab yeh pyaar na hoga phir humse --FEMALE-- Kasam --MALE-- Ki kasam --FEMALE-- Haan kasam --MALE-- Yeh kasam --FEMALE-- Di kasam --MALE-- Li kasam --FEMALE-- Haan kasam --MALE-- Kasam --FEMALE-- Kasam --MALE-- Kasam --BOTH-- Kasam ki kasam hai kasam se Humko pyaar hai sirf tumse Ab yeh pyaar na hoga phir humse Lyrics by VIKAS SAINI ----- www.BadiDuniya.com -----