Letra de canción descargada de: https://www.albumcancionyletra.com ------------------------------------------ Shahrukh Khan - Khali hain tere bina dono ankhiyan ------------------------------------------ (Khali hain tere bina dono aankhiyan, tum gaye kahaan) - 2 aankhiyon ke aalon mein, tere bina raat bhar jaalti hain baatiyan yahaan khali hain tere bina dono aankiyan, tum gaye kahaan doob ta hai din toh shaam ko saaye udte hain, teri yaadein liye lakh din hue hain ke raat ko, aadhe chand se, teri baatein kiye yaad hai kya tujhe raaha ki baariyan wahaan khali hain tere bina dono aankhiyan, tum gaye kahaan Female: Ek ek baat yaad hai, aadhi raat ke poore chand ko, jaagte hue bhi ho khwab mein chehra ek hai, leti hoon naam do reet ke teeno ki sunti hoon booliyan yahaan Male: ahhh... Female: khali hain tere bina dono aankiyan, tum gaye kahaan aankhiyon ke aalon mein, tere bina raat bhar jaalti hain, baatiyaan yahaan khali hain tere bina dono aankhiyan, tum gaye kahaan