Letra de canción descargada de: https://www.albumcancionyletra.com ------------------------------------------ Www Songs Pk - Ye Doorian Www Songs Pk ------------------------------------------ Yeh dooriyan Yeh dooriyan Yeh dooriyan In raahon ki dooriyan Nigahon ki dooriyan Hum rahon ki dooriyan Fanah ho sabhi dooriyan Kyun koi paas hai Door hai Kyun koi Jaane Na koi yahan pe Aa Raha paas ya door mein ja raha Janu na mein hoon kahan pe Yeh dooriyan In raahon ki dooriyan Nigahon ki dooriyan Hum rahon ki dooriyan Fanah ho sabhi dooriyan Yeh dooriyan Yeh dooriyan Kabhi hua yeh bhi Khali Rahon pe bhi Tu tha mere saath Kabhi tujhe milke lauta mera dil yeh khali khali haath Yeh bhi hua kabhi Jaise hua Aabhi Tujhko sabhi mein paa li Tera mujhe kar jaati hai dooriyan Satati hain dooriyan Tarsati hain dooriyan Fanah ho sabhi dooriyan Kaha bhi na mene Nahi jeena mene Tu jo na mila Tujhe bhule se bhi na Bola na mene chahun fasla Bas fasla rahein Ban ke kasak jo kahen Ho aur chahat yeh aur jawan Teri meri mit jaani hai dooriyan Begani hai dooriyan Hat jani dooriyan Fanah ho sabhi dooriyan Kyun koi paas hai Door hai Kyun koi Jaane Na koi yahan pe Aa Raha paas ya door mein ja raha Janu na mein hoon kahan pe Yeh dooriyan In raahon ki dooriyan Nigahon ki dooriyan Hum rahon ki dooriyan Fanah ho sabhi dooriyan