Letra Khuda Jaane (Revisited) de Kk & Shilpa Rao

Etiquetas:
Letra de canción
Indonesio
Enviar a un amigo |

Otras canciones de Kk & Shilpa Rao

Song Scroller

Visitar letra | Letras de canciones
 
Color de fondo


Color de la letra

Copia este código y pégalo en tu blog o web para mostrar el song-scroller de Album Cancion y Letra

Califica la calidad de esta letra
Espere un momento...
Puntaje: 4,13/5. Total votos: 8


sajde mein yun hi jhukta hoon,
tum pe hi aa ke rukta hoon,
kya yeh sab ko hota hai,

hum ko kya lena hai sab se,
tum se hi sab baatein ab se,
ban gaye ho tum meri dua,

sajde mein yun hi jhukta hoon,
tum pe hi aa ke rukta hoon,
kya yeh sab ko hota hai,

hum ko kya lena hai sab se,
tum se hi sab baatein ab se,
ban gaye ho tum meri dua,

khuda jaane ke main fida hoon,
khuda jaane main mitt gaya,
khuda jaane yeh kyun hua hai,
ke ban gaye ho tum mere khuda,

tu kahe to tere hi kadam ke
main nishanon pe,
chalun rukun ishaare pe,

tu kahe to khwabon ka bana ke
main bahana sa,
mila karun sirhaane pe

ho, tum se dil ki baatien seekhi,
tum se hi yeh raahien seekhi,
tum pe marr ke main to,
jee gaaya

khuda jaane ke main fida hoon,
khuda jaane main mitt gaya,
khuda jaane yeh kyun hua hai,
ke ban gaye ho tum mere khuda,

dil kahe ke aaj to,
chupa lo tum panahon mein,
ke darr hai tum ko kho doonga
dil kahe sambhal zara khushi ko
na nazar laga,
ke darr hai main to ro doonga

o karti hoon sau vaade tum se,
baandhe dil ke dhaage tum se,
yeh tumhe na jaane kya hua

khuda jaane ke main fida hoon,
khuda jaane main mitt gaya,
khuda jaane yeh kyun hua hai,
ke ban gaye ho tum mere khuda,

sajde mein yun hi jhukta hoon,
tum pe hi aa ke rukta hoon,
kya yeh sab ko hota hai,

hum ko kya lena hai sab se,
tum se hi sab baatein ab se,
ban gaye ho tum meri dua,
Tomado de AlbumCancionYLetra.com
khuda jaane ke main fida hoon,
khuda jaane main mitt gaya,
khuda jaane yeh kyun hua hai,
ke ban gaye ho tum mere khuda,